आपका-अख्तर खान

हमें चाहने वाले मित्र

13 मार्च 2010

aurat in islaam shariyat

hamaare muslim samaaj m aadmi k haq waale islaamic qanoon to laagu hain laikin aurton k liyen jab bhi qaanoon laagoo hotai hain mulla kathmulla islaam khatrai main hai kaa naara dekar aurat ka haqe cheene laiten hain.aap dekhiye khuda nain holly quraan main hukam diya h k agar tum barabari kaa insaaf kar sako to dusri tisri chotthy shaadi karo aur insaaf nahin kar sakte to ek par hi sabar karo hamare desh main kota main rajasthan main aadmi aurat ko kharchaa nahin deta use chhod detaa h use khana kapda latta nahin detaa mahar adaa nahin kartaa maangne par pareshan kartaa hai talaaq k liyen sodebazi kar mehar maaf karwaane ki koshish karta h kaamyaab bhi ho jaata h.supreme court ise jaayez nahin maanta quraan ise jaayez nahin maanta musalmaan aese logon o baizzat karne e badle izzat dete hai aur mazloom aurton ko insaaf dene ke jagah unhe bura bhala ahaten hai. akhtar khan akela kota rajasthan

2 टिप्‍पणियां:

दोस्तों, कुछ गिले-शिकवे और कुछ सुझाव भी देते जाओ. जनाब! मेरा यह ब्लॉग आप सभी भाईयों का अपना ब्लॉग है. इसमें आपका स्वागत है. इसकी गलतियों (दोषों व कमियों) को सुधारने के लिए मेहरबानी करके मुझे सुझाव दें. मैं आपका आभारी रहूँगा. अख्तर खान "अकेला" कोटा(राजस्थान)

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...